ITNI
SI BAAT HAI LYRICS – AZHAR | ARIJIT SINGH, EMRAAN HASHMI, PRACHI DESAI
Singers: Arijit Singh, Antara
Mitra
Music: Pritam
Lyrics: Manoj Yadav
Music Label: T-Series
Itni
Si Baat Hai Lyrics
Tere dar pe aake tham gaye
Naina namaazi bann gaye
Ek dooje mein yun dhal ke
Aashiqana aayat ban gaye Main aur
Tum
Kaisi dil lagaai kar gaye
Rooh ki rubaai bann gaye
Khaali khaali dono thhe jo
Thoda sa dono bhar gaye Main aur
Tum
Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar
hai
Yunhi nahi main tumpe jaan deta
hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar
hai
Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar
hai
Mujhe tumse pyaar hai..
Lage na yeh dhoop zaroori
Lage na yeh chaanv zaroori
Milte hain ishq zameen par
Ab do hi naam zaroori Main aur Tum
Apna khuda bhi hoga
Apna hi Rab le lenge
Khud ki bana ke duniya
Ye zindagi jee lenge Main aur Tum
Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar
hai
Yunhi nahi main tumpe jaan deta
hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar
hai
Mujhe tumse pyaar hai..
Ek tum, ek main, teeja maangu kya
khuda se
Dil doon, jaan doon, kya doon
itna bata de
Tera mera rishta hai saanson se
bhi naazuk
Tum sa, hum sa, koi duja na hoga
na hua re
Do dil sa ik seene mein hai jaise
Main aur Tum
Ab dono hum ik jeene mein hain
jaise Main aur Tum
Jaan se zyada chaha tumko piya re
Harpal, hardum, humdum tumko jiya
re
Aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar
hai
Yunhi nahi main tumpe jaan deta
hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar
hai
Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar
hai
Mujhe tumse pyaar hai..
JEETNE
KE LIYE LYRICS – AZHAR | KK
Singers: KK
Music: Amaal Mallik
Lyrics: Kumaar
Music Label: T-Series
Jeetne
Ke Liye Lyrics
Aasmaan bhi haarta hai
Zameen pe waqt guzaarta hai
Phir se unchaiyon ki chah mein
Zindagi jo toot’ti hai
Neend saari roothti hai
Honsla mil hi jaata hai raah mein
Phir udega dil unn udano mein
Phir ladega dil do jahano se
Jeetne ke liye o..
Jeetne ke liye…
Jeetne ke liye…
Kehte hain yeh iraade sabhi
Toota hoon main bikhra nahi
Dhoop mein jo pighal jaaye
Main woh barf ka tukda nahi
Na darega dil inn tufano se
Phir ladega dil do jahano se
Jeetne ke liye o..
Jeetne ke liye…
Jeetne ke liye…
Din mein dekhi raate kayi
Hone lagi subah nayi
Andheron ki dararon se ab
Dikhe lagi hai roshni
Na darega dil imtihaano se
Phir ladega dil do jahano se
Jeetne ke liye o..
Jeetne ke liye…
Jeetne ke liye…


