Oye
Oye Lyrics – Azhar
Singer(s): Aditi Singh Sharma,
Armaan Malik
Music: DJ Chetas
Originally composed by:
Kalyanji–Anandji
Lyricist(s): Manoj Yadav
Starring : Emraan Hashmi, Nargis
Fakhri
Music Label: T-Series
Oye
Oye Song Lyrics
Oye oye – oye oye
Oye o o aa – oye o o aa
Kadar ne kiya hai ishara
Gadi bhar ka hai khel sara
Kadar ne kiya hai ishara
Gadi bhar ka hai khel sara
Tamasha hi kud ban
jaayenge kud tamasha
Badal jayega ye nazara
Haan badal jayega ye nazara
Kadar ne kiya hai ishara
Oye oye – oye oye
Oye o o aa – oye o o aa(4 times)
Isharon pe humko nacha lo
Chalo jashan tum yeh mana lo
Ke jee barkey humko sata lo (2
times)
Nahi kuch kahengey
Ke hans kar sahengey
Sitham dar sitam hum tumhara
Sitham dar sitam hum tumhara
Kadar ne kiya hai ishaara
Oye oye – oye oye
Oye o o aa – oye o o aa(2 times)
Gali mein firtha hai
Tu kyon banke banjara
Aa mere dil mein bass jaa
Mere aashik awara
Aa merey dil mein bas jaa
Mere aashik awara
Oh tera pyaar hai ik sone ka
Pinjra oh shehzadi
Mujko apni jan se pyaari
Hai apni aazadi
Oh mujko apni jaan se pyaari
Hai apni aazadi
Oye oye – oye oye
Oye o o aa – oye o o aa(2 times)
ITNI
SI BAAT HAI LYRICS – AZHAR | ARIJIT SINGH, EMRAAN HASHMI, PRACHI DESAI
Singers: Arijit Singh, Antara
Mitra
Music: Pritam
Lyrics: Manoj Yadav
Music Label: T-Series
Itni
Si Baat Hai Lyrics
Tere dar pe aake tham gaye
Naina namaazi bann gaye
Ek dooje mein yun dhal ke
Aashiqana aayat ban gaye Main aur
Tum
Kaisi dil lagaai kar gaye
Rooh ki rubaai bann gaye
Khaali khaali dono thhe jo
Thoda sa dono bhar gaye Main aur
Tum
Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar
hai
Yunhi nahi main tumpe jaan deta
hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar
hai
Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar
hai
Mujhe tumse pyaar hai..
Lage na yeh dhoop zaroori
Lage na yeh chaanv zaroori
Milte hain ishq zameen par
Ab do hi naam zaroori Main aur Tum
Apna khuda bhi hoga
Apna hi Rab le lenge
Khud ki bana ke duniya
Ye zindagi jee lenge Main aur Tum
Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar
hai
Yunhi nahi main tumpe jaan deta
hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar
hai
Mujhe tumse pyaar hai..
Ek tum, ek main, teeja maangu kya
khuda se
Dil doon, jaan doon, kya doon
itna bata de
Tera mera rishta hai saanson se
bhi naazuk
Tum sa, hum sa, koi duja na hoga
na hua re
Do dil sa ik seene mein hai jaise
Main aur Tum
Ab dono hum ik jeene mein hain
jaise Main aur Tum
Jaan se zyada chaha tumko piya re
Harpal, hardum, humdum tumko jiya
re
Aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar
hai
Yunhi nahi main tumpe jaan deta
hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar
hai
Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar
hai
Mujhe tumse pyaar hai..
Tu
Hi Na Jaane Lyrics – Azhar | Sonu Nigam, Prakriti Kakar
Singers: Sonu Nigam, Prakriti
Kakar
Music: Amaal Mallik
Lyrics: Kumaar
Music Label: T-Series
Tu
Hi Na Jaane Lyrics
Samandar se zyada meri aankhon me
aansu
Jaane ye Khuda bhi hai aisa kyun
(x2)
Tujhko hi aaye na khayal mera
Patta patta jaanta hai
Ik tu hi na jaane haal mera
Patta patta jaanta hai
Ik tu hi na jaane haal mera
Nit-din nit-din roiyan main
Sonh Rabb di na soiyan main
Ik tere piche maahi
Saavan diyan ruttan khoiyan main
(x2)
Dil ne dhadkano ko hi tod diya
Toota hua seene mein chhod diya
Ho.. dil ne dhadkano ko hi tod
diya
Toota hua seene mein chhod diya
Khushiyan le gayaa
Dard kitne de gayaa
Ye pyaar teraa
Patta patta jaanta hai
Ik tu hi na jaane haal mera (x2)
Mere hisse aayi teri parchhaiyan
Likhi thi laqeeron mein tanhaiyan
Haan.. mere hisse aayi teri
parchhaiyan
Likhi thi lakeeron mein tanhaiyan
Haan karun tujhe yaad main
Hai tere baad intezaar tera
Patta patta jaanta hai
Ik tu hi na jaane haal mera (x2)
Haal mera…
JEETNE
KE LIYE LYRICS – AZHAR | KK
Singers: KK
Music: Amaal Mallik
Lyrics: Kumaar
Music Label: T-Series
Jeetne
Ke Liye Lyrics
Aasmaan bhi haarta hai
Zameen pe waqt guzaarta hai
Phir se unchaiyon ki chah mein
Zindagi jo toot’ti hai
Neend saari roothti hai
Honsla mil hi jaata hai raah mein
Phir udega dil unn udano mein
Phir ladega dil do jahano se
Jeetne ke liye o..
Jeetne ke liye…
Jeetne ke liye…
Kehte hain yeh iraade sabhi
Toota hoon main bikhra nahi
Dhoop mein jo pighal jaaye
Main woh barf ka tukda nahi
Na darega dil inn tufano se
Phir ladega dil do jahano se
Jeetne ke liye o..
Jeetne ke liye…
Jeetne ke liye…
Din mein dekhi raate kayi
Hone lagi subah nayi
Andheron ki dararon se ab
Dikhe lagi hai roshni
Na darega dil imtihaano se
Phir ladega dil do jahano se
Jeetne ke liye o..
Jeetne ke liye…
Jeetne ke liye…
BOL DO NA ZARA LYRICS – Azhar | Armaan Malik,
Emraan Hashmi
Singer:
Armaan Malik
Music:
Amaal Mallik
Lyrics:
Rashmi Virag
Music
Label: T-Series
Bol
Do Na Zara Lyrics
Itni
mohabbat karo na
Main
doob na jaaun kahin
Waapas
kinaare pe aana
Main
bhool na jaaun kahin
Dekha
jabse chehra tera
Main
toh hafton se soya nahin
Bol
do na zara
Dil
mein jo hai chhipa
Main
kisi se kahunga nahi
Main
kisi se kahunga nahi
Mujhe
neend aati nahi hai akele
Khawabon
mein aaya karo
Nahi
chal sakunga tumhare bina main
Mera
tum sahara bano
Ik
tumhe chahne ke alaawa
Aur
kuch humse hoga nahi
Bol
do na zara
Dil
mein jo hai chhipa
Main
kisi se kahunga nahi
Main
kisi se kahunga nahi
Hamari
kami tumko mehsoos hogi
Bhiga
dengi jab baarishein
Main
bhar kar ke laaya hoon
Aankhon
mein apni
Adhuri
si kuch khwahishein
Rooh
se chahne wale aashiq
Baatein
jismon ki karte nahin
Bol
do na zara
Dil
mein jo hai chhipa
Main
kisi se kahunga nahi
Bol
do na zara
Dil
mein jo hai chhipa
Main
kisi se kahunga nahi
Main
kisi se kahunga nahi





